- - -  Manzilain Tere Ilawah Bhi Kae Hain Lekin - - -
 - - - Zindagi Aur Kisi Raah Per Chalti Hi Nahi - - - 


 - - -Usay Taraash Kay Heera Bana Diya Hum Nay Faraz - - -
 - - -Magar Ab Yeh Sochtay Hain Ussay Kharidain Kese - - - 


 - - -Kitni Nadeeda Tamannaon Ki Hasrat Lay Kar - - -
 - - -Chaand Har Roz Andheron Say Guzar Jata Hai - - -